There are 166 guestbook entries
There are 17 pages
hamare rahbr o qaid wo deobandi akabir hain
Country: Pakistan
Message
masha allah allah hamesha rah e mustaqeem per gamzan rakhe
na main koi ramz shanas hon na he..
Country: Pakistan
Message
hafiz sahab ke sab naats zabardast hain magar 'sallay ala nabiyena sallay ala muhammadin'bhot achi hay
allah hafiz sahab ko jaza e khair day
nabi ke sache muhabbat ata karay hum sab ko
aameeeeeeeeeeen
the site is good
Country: United Kingdom
Message
the site is good
molana jalal pori....
Country: Pakistan
Message
hazrat molana saeed ahmad jala pori sab ko aaj shaeed kardia gaya hai.allah molana ko jannat ul firdoos main jaga de.or un k qateloon ko ebrat naak saza de.
Allah ho akbar
Country: Pakistan
Message
Allah sab say bara hai jis nay qadiany kazab ko ruswa kar dia is hi ki zabani
Jazakumullahu khaira
Country: Pakistan
Message
Aap tamam hazraat ki hosla afzaaee ka bouhat shukriya.Allah subhanau wa ta'ala aap sab ko jaza e khair merhamat fermain Aaameen
umeed rakhtay hain k aap tamam hazraat isi terha hosla afzaaee fermatay rahain gay
main jab bhi lot aaya
Country: Pakistan
Message
hafiz sahab ke naat'main jab bhi lote aaya mustafa her bar yaad aaye'
bhot ache he
allah hafiz sahab ko dareen ke bhalaiyan ataa karay
aur hum sab ko nabi ke sachi mohabbat naseeb karay
Molana Fazal Subhan
Country: Pakistan
Message
I m Mehmood ul Hassan Chaudhry from Lahore-Pakistan
and Want to Talk with Molana Fazal Subhan Please convey my message to Molana Fazal Subhan,
Jazakamullah Khair
my mobile No.0321 *** ** **
YA ALLAH MADAD
Country: Pakistan
Message
mujahay is site ka adress haq char yar.com say mila hy informativ hy. mera aik question hy k allama ehsaan elaahi zaheer k baray my ulma e deoband ki kya ray hy plz is ka ans meray email adress pr send kr day jaza jallah
nabi ke zat per jo bhi nisar hota he
Country: Pakistan
Message
'nabi ke zat pe jo bhi nisar hota he'bhot avhe naat he
allah hafiz sahab ko daren main kamyabe naseb kare aameen